Rahat Fateh Ali Khan
Dil Toh Bacha Hai
[Verse 1]
Aisi uljhi nazar unse hat-ti nahi
Daant se reshmi dor kat-ti nahi
Umar kabki baras ke sufaid ho gayi
Kaari badari jawani ki chat-ti nahi
[Pre-Chorus]
Wallah ye dhadkan
Badhane lagi hai
Chehre ki rangat
Udane lagi hai
Darr lagatha hai tanaha sone mein ji
[Chorus]
Dil to bacha hai ji
Dil to bacha hai ji
Thoda kacha hai ji
Dil to bacha hai ji
[Verse]
Aisi uljhi nazar unse hat-ti nahi
Daant se reshmi dor kat-ti nahi
Umar kabki baras ke sufaid ho gayi
Kaari badari jawani ki chat-ti nahi
Ra-ra-rah, ra-ra-rah, ra-ra-rahh
Ra-ra-rah, ra-ra-rah, ra-ra-rahh
[Verse 2]
Kisko patta tha pehlu me rakha
Dil aisa baji bhi hoga
Hum to humesha samajhte the koi
Hum jaisa hajii he hoga
Aaye zor kare kitna shor kare
Bevajah baton pe ainvey gaur karen
Dil sa koi kamina nahi
[Pre-Chorus]
Koi to roke
Koi to toke
Iss umer me ab
Khao ge dhoke
Darr lagata hai ishq karane mein ji
[Chorus]
Dil to bacha hai ji
Dil to bacha hai ji
Thoda kacha hai ji
Dil to bacha hai ji
[Verse 3]
Aisi udasi beti hai dil pe
Hasne se ghabara rahe hai
Saari jawaani katarake kaati
Piri me takra gaye hai
Dil dhadakta hai to
Aise lagta hai woh
Aa raha hai yahi
Dekhta hi na ho
Prem ki maare kataar re
[Pre-Chorus]
Toba ye lamhe
Kat-te nahi kyun
Aankhoon se meri
Hat-te nahi kyun
Darr lagata hai mujhse kehne mein ji
[Chorus]
Dil to bacha hai ji
Dil to bacha hai ji
Thoda kacha hai ji
Dil to bacha hai ji