Amaal Mallik
Ghar Se Nikalte Hi
[Chorus]
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Pehli dafaa maine
Jab usko dekha to
Saansein gayi ye thehar

[Verse 1]
Rehti hai dil mein mere
Kaise bataaun usse
Main to nahi keh sakaa
Koi bataa de usse

[Chorus]
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

[Verse 2]
Uski gali mein hai dhali kitni hi shaamein meri
Dekhe kabhi wo jo mujhe khush hoon main itne mein hi
Maine tareeke sau aazmaaye, jaake usse na kuch bol paye
Baithe rahe hum raat-bhar, jo paas jaata hoon
Sab bhool jaata hoon, milti hai jab ye nazar
[Chorus]
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

[Verse 3]
Kal jo miley wo raahon mein
Toh main usse rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main poochh loon
Par ab wahaan wo rehti nahi hai
Maine suna hai wo jaa chuki hai
Khaali pada hai ye shehar
Main phir bhi jaata hoon
Sab dohraata hoon
Shayad mile kuch khabar
Ho (hmm)

[Chorus]
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar