Welcome to MyBunny.TV - Your Gateway to Unlimited Entertainment!

Enjoy 6,000+ Premium HD Channels, thousands of movies & series, and experience lightning-fast instant activation.
Reliable, stable, and built for the ultimate streaming experience - no hassles, just entertainment!

MyBunny.TV – Cheaper Than Cable • Up to 35% Off Yearly Plans • All NFL, ESPN, PPV Events Included 🐰

Join the fastest growing IPTV community today and discover why everyone is switching to MyBunny.TV!

Start Watching Now
Lata Mangeshkar
Ham Un Ko Samajhate Hain Ummidon Ka Sahaara

(ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara) - 2
Bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat - 2
Aansu hai meri aankh ka tuuta huwa taara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara
Ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara
O
(wo aankh bacha kar jo mere paas se guzare
Ho
Paas se guzare) - 2
Dil ne unhein rah-rah ke kayi baar pukaara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara
Ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara
O
(yaad aa gaya aise mein hamein milana kisi ka
Milana kisi ka) - 2
Jaata tha kahin duur koyi dard ka maara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara
Ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara
De-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara