Ali Zafar
Masty
[Chorus]
Masti ke din hain chalo jhoomein aur gaayein hum
Saare jo mil jaayein to bolo phir kya ho gham
Mohabbat jaan maange kabhi inkaar na ho
Humari jeet mein bhi kisi ki haar na ho
Saare zamane mein ik hum mein ik tum mein dum
Masti ke din hain chalo jhoomein aur gaayein hum

[Verse 1]
Hum chalain to zameen ghoome
Hum rukein asmaan doobe
Bolo to chaand ko choo lein
De sada to jahaan jhoomein
Haan sunle yaar, yeh tera pyaar
Sunle yaar, yeh tera pyaar
Kare hai zinda mujhe har baar

[Chorus]
Masti ke din hain chalo jhoomein aur gaayein hum
Saare jo mil jaayein to bolo phir kya ho gham

[Instrumental Break]

[Verse 2]
Tumne hum mein woh kya dekha
Dekh ke jisko dil phenka
Tumne hum mein woh kya jaana
Jaan kе jo humein maana
Ho kholo na yeh afsana
Kholo na yeh afsana
Karo bayaan, ho kyun parеshaan?