Ali Zafar
Pehli Si Muhabbat
Hmmmmm....hmmmmm
Tere sang guzre mere jo lamhe
Tum se woh mangoon
Main talabgaar hoon
Tum se thodi mohlat maangu
Tu wohi mein wohi hai magar bebasi
Zindagi ko gawara ab kaise karien
Dil ke darwaze pe
Phir se teri dastak maangu
Tujh se hi phir apni
Pehli si muhabbat maangu
Wo chah jo hum mein thi
Phir se wohi chahat maangu
Tujh se hi phir apni
Pehli si muhabbat maangu
Tanhai mein mar jayien kya phir aaoge
Is tarah se kya harpal tum tadpaoge
Ghair ki tarah se yeh takaluf kaisa
Yeh marawat hai kaisi yeh taruff kaisa
Maine apne hi haathon se gawaya hai tujhe
Ashna koyi aur ab bhaya hai tujhe
Dil ke darwaze pe
Phir se teri dastak maangu
Tujh sе hi phir apni
Pehli si muhabbat maangu
Wo chah jo hum mein thi
Phir se wohi chahat maangu
Tujh sе hi phir apni
Pehli si muhabbat maangu
Hmm.. Hmm..
Dil ke darwaze pe
Phir se teri dastak maangu
Tujh se hi phir apni
Pehli si muhabbat maangu
Wo chah jo hum mein thi
Phir se wohi chahat maangu
Tujh se hi phir apni
Pehli si muhabbat maangu