[Chorus: Ayaan]
Ye Mehsoos Hota Hain Ki
Dil Ka Bichadna Zaroori Tha
Kuch Logu Ko Ap Ke Saath
Rehte Huwe Bhi Marjana Zaroori Tha
Jis Din Tu Nahin Rahi Meri
Zindagi Ka Koyi Matlab Hi Nahi Raha
Ab Tu Nahin Rahin Ab Ish
Zindagi Ka Koyi Maksad Hi Nahi Raha
[Verse 1: Ayaan]
Main Ish Dard Ke Samandar me doob Rha Hu
Kya Me Bhi Logu Ke Kaanu Me Ghoonj Raha Hu
Tera Awaaz Ke Bagair Ab Kisi Baat Ka Maneh Nahi
Khaya Buhut Asal Me Abhi Mene Apna Kamaya Nahi
Agar Me Ghafil Toh Mujhe Tu Ghafil Samaj
Jo Tune Kha Mujhe Wo Toh Bina Soche haasil samajh
Meri har saans mein basi hai tanhai
Dil mein chhupi hai gehri si ruswai
Ab rahe na teri yaad bhi dil mein mere
Bas yeh khwab hi hai, jisme hai teri tasveer sajai."
Unki ummedo Naaz Ka Humse Ye Maan Tha Ki
Umer Guzar Dijeye Umr Guzar Di Gai
Meri har saans mеin basi hai tanhai
Dil mein chhupi hai gehri si ruswai
Ab rahe na tеri yaad bhi dil mein mere
Bas yeh khwab hi hai, jisme hai teri tasveer sajai."
Gila to hai magar shikwa bhi nahin
Zehar to hai magar peena bhi nahin
Tanha to hai magar Sehna bhi nahin
Jis ghar mein ho tu wahan rehna bhi nahin
[Chorus: Ayaan]
Meri har saans mein basi hai tanhai
Dil mein chhupi hai gehri si ruswai
Ab rahe na teri yaad bhi dil mein mere
Bas yeh khwab hi hai, jisme hai teri tasveer sajai."