Kishore Kumar
Ruk Ja Rokta Hai Yeh Diwana
Ruk ja..
O ruk ja rokta hai ye deewana
Rooth ke mujhse na jana
Dekhne vale samjhenge ki
Tu hai meri mehbuba o ruk ja
Rokta hai ye deewana rooth
Ke mujhse na jana
Dekhne vale samjhenge ki
Tu hai meri mehbuba o ruk ja

Ye mausam ye nazare
In phoolon ke ishare
Teri soorat pe ashiq
Ye sare sanam
Ye mausam ye nazare
In phoolon ke ishare
Teri soorat pe ashiq
Ye sare sanam
Kabhi mast hava chhedegi
Tujhe kabhi ham a jayenge
O ruk ja rokta hai ye deewana
Rooth ke mujhse na jana
Dekhne vale samjhenge ki
Tu hai meri mehbuba
O ruk ja
Baithi hai haseena
Tu sabse juda kyun
Hai shokh ada uth jhoom
Zara na jal hamare pyar pe
Baithi hai haseena
Tu sabse juda kyun
Bikhra zulfen mayoos na
Ho koi tujhse bhi kahega
Ruk ja rokta hai ye deewana
Rooth ke mujhse na jana
Dekhne vale samjhenge ki
Tu hai meri mehbuba
O ruk ja

Zulf na aise uljhe
Duniya ghalat na samjhe
Mashhoor ho na jaye afsana
Koi zulf na aise uljhe
Duniya ghalat na samjhe
Mashhoor ho na jaye afsana
Koi ai jan-e-vafa arrey
Apna hai kya tujhe chhedega zamana
Ruk ja rokta hai ye deewana
Rooth ke mujhse na jana
Dekhne vale samjhenge ki
Tu hai meri mehbuba o ruk ja