LexNour Beats
GHAR SE DOOR
Gaaw ka ladka nikla tha ghar se door mein
Baadhe sapne jeenay laga tha majbur se
Kismat khota khudse karta hu sawal mein
Dard thein seenay main aur ho chuka tha kaabu mein
Aashu mein katoon mein gujari kitni raat maine
Akela baan kaamre main kisise naa ki baat maine
Saath danay wale bhi aaj chod gaye haat mere
Kasam khuda ki apne bhi hogaye fasle

Dil kahane laga tujhe chalna hai akela
Musibat bhare raste pe dil se mein thakela
Mahenat kafi kosis jari mila mujhe fuck hi na
Kamiyabi k liye pani jaise bahadunga pasiina

Hook
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Hook
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Verse
Ghar se door ladka
Akela es bhid main
Naa karunga main chori
Bhala banjawu fakeer mein
Sasti hai choot meri mahenge zackham hai
Kardo kill agar jhut bolunga lakeer main

Loog karte mujhe hate saaha leta chatii kholke
Dil kahane laga mujhe baas aab music karna choddaay
Paar mein ruka nai subhe saam mahenat kiya khulke
Agar galti kiya maine saaja dedo sabko hakh hai
Loog aafwayein failaye mere bare
Baas karo tumhe nahi pata hai mere bare
Aandar se tut chuka phir bhi mujhpe jitne ka junoon hai
Mahenat na kiye binaa mein soota nai sukoon se

Jaan jeb main hote thein paise
Dost bhi thay saath mere
Aaj nahi hai paise toh
Koi nahi aas paas mere
Dil se bolu toh 2/3 dost thein khaas mere
Aab marchuka mein sab k liye nahi karna baat mujhe

Nahi jaana mujhe mein kiske liye khaas hu
Kali raat pasand aane lagi ujala se naraz hu
Dil kaheta hai tu harchuka kaise mein yein maanlu
Mahenat mein na koi kami haa kaise main ye thanlu
Hook
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Ghar se door , Ghar se door
Ghar se door mein
Maa se na mile huye bhi kaafi saal hogaye
Maa tere bina duniya bhi aab lagne laga fikaa hai
Haa itna kuch hoke bhi aab kaise koi jeeta hai
Tu fikar maat kar maa Tera beta abhi zinda hai

3saal hogaye mein ghar se kafi door hoon
Zeemadaari mujhpe ghar k halat se majboor hoon
Apne hakh k liye ladta jaise ki mein fitoor hu
Isliye raheta mein ghar se kafi door hu

Outro
Mahenat karna sikho
Upar waley nae saab ko bohot kuch diya hai
Sahi raste chalo thanks to God

Peace out 🙏