Genius Romanizations
DIVINE - Mera Bhai (Romanized)
[INTRO]
Main aur mera bhai
Sirf main aur mera bhai
In mushkilon ke beech mein
Sirf main aur mera bhai
Main aur mera bhai
Sirf main aur mera bhai
In buzdillon ke beech mein
Sirf main aur mera bhai
[Chorus]
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai
[VERSE 1]
Main aur mera bhai bole toh hardships
Hustle ki baat cheet ho ya bus-on ki backseat
Badsoorat mark sheet
Humein pasand thi maar peet
One two ka four bole vata ke car keys
Birthday ke din se we been chasing these Gandhi
Kaale they baadal abhi dhoop mein hain palm trees
Rap ke chakkar mein hai, dono karte they party
Na koi bande se kam they na koi bande se kam hai
Saath piye chillum tab toh dosti mein dum hai
Bhai mera fassa toh automatic hum hai
Sticky hua scene tab automatic gum hai
Ride karte saath
Cake kisi ka katte hum slice karte half
Time bahut hai hard ab hum swipe karte card
Main aur mera bhai maa kasam hard
Baapu diye maar, maa ne diya laad
Hoshiyaar hone ke chakkar me mat khona hosh yaar
Naffrat kitna bhi ho jayega mitta deta hai usko tera pyaar
Main mera bhai
Bande hum hain char
Rache itihaas haq se khud pe naaz
Main aur mera bhai
Bande hum hain chaar
Rache itihaas haq se khud pe naaz
[Chorus]
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai
[VERSE 2]
Main aur mera bhai rap sangeet ki deewane
Koi nahi aaya sikhane khud seekhe
Khud likhe bhootni ke, build kiya yahan humne yeh empire
Tu game mein nahi hai sirf ungli utatha tu thakela umpire (chal)
Hum same bhi nahi hai
Bombay rap ko dale map pe asli hum Messiah (chal)
Sheeshe ke saamne hum haath ghumate
Gaano ko ratta fir kar kar ke gaate
Joote bhi same hum ek jaisa laate
Gang bhi same hum dono banate
Dushman bhi same hum dono banate
Bhookey pet bhi sone nahi jaate
Seekhte hum na kabhi kisi se haare
Aunty nahi kehti yeh ladke bekaar hai
Kyun khud main vishwaas
Khud se hi pyaar
Yeh saanpo ke jungle mein khud mere saath
Khud mera khaas
Yeh saanpo ke jungle mein khud mere saath
Khud mera khaas
Khud mera bhai
Insaan dhokebaaz
Main khud mera bhai
Insaan dhokebaaz
[Chorus]
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai (mera bhai)
Main aur mera bhai
Main aur mera bhai