Genius Romanizations
Darshan Raval - Asal Mein [Romanized]
[Verse 1]
Kyun Khuda ne di laqeerein
Jisme zaahir naam nahi tera
Likh raha hoon dard saare
Yun toh shayar naam nahi mera
Itna bhi kya bewafa koi hota hai
Yeh soch kar raat bhar dil ye rota hai

[Chorus]
Asal mein, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere (nahi ho mere)
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere (nahi ho mere)

[Verse 2]
Aasmaan se kya khata hui
Taara uska toota kyun
Log mujhse poochte hain
Saath apna chhoota kyun
Kya majbooriyan
Kaisi ye dooriyaan
Dil ye samjhe na
Hote hain pyaar mein
Aise bhi imtehaan
Maine ab jaana
[Pre-Chorus]
Khwaab hi bas reh gaye hain
Jinme ho tum humsafar mere

[Chorus]
Asal mein, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere (nahi ho mere)
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere

[Bridge]
Mannde ni bandesha ae pyar nahio jhukde
Raah teri takde eh nain nahio rukde
Isey hain aaiyan ve udeekan teriyan jo
Kivein lukaawa mere hanju nahio mukde

[Verse 3]
Hove khair sajjna ve bhaavein kehar sajjna ve
Kade sadde vi dil tur aa
Haaye hove khair sajjna ve bhaavein kehar sajjna ve
Bas mannde haan dil ton duaa

[Pre-Chorus]
Kaash tum phir laut aao
Mit jaaye saare gham ye jo mere
[Chorus]
Asal mein, tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere (nahi ho mere)
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere
Tum nahi ho mere