Genius Romanizations
Uska Hi Banana (Romanized)
Meri Kismat Ke
Har Ek Panne Pe
Mere Jeete Ji
Baad Marne Ke
Mere Har Ek Kal
Har Ek Lamhein Mein
Tu Likh De Mera Use
Har Kahani Mein
Saare Kisson Mein
Dil Ki Duniya Ke
Sacche Rishton Mein
Zindagaani Ke
Saare Hisson Mein
Tu Likh De Mera Use
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Uska Hoon Hoon Us Mein Hoon Usse Hoon Usi Ka
Rehne De..
Main Toh Pyasa Hoon Hai Dariya Wo Zariya Woh Jeene
Ka Mere
Mujhe Ghar De Gali De Shehar De Usi Ke
Naam Ke
Kadam Yeh Chalein Ya Ruken Ab Usi Ke
Vaaste
Dil Mujhe De Agar
Dard De Uska Par
Uski Ho Woh Hashi
Gunje Jo Mera Ghar
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Mere Hisse Ki Khushi Ko Hashi Ko Tu Chaahe
Aadha Kar
Chahe Lele Tu Meri Zindagi Par Ye Mujh Se
Vaada Kar
Uske Ashkon Pe Gumon Pe Dukhon Pe Har Uske
Zakhm Par
Haq Mera Hi Rahe Har Jagah Har Ghadi Haan
Umar Bhar
Ab Fakht Ho Yehi
Woh Rahe Mujh Mein Hi
Woh Juda Kehne Ko
Bichdde Na Par Kahi
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Aye Khuda Aye Khuda
Jab Bana Uska Hi Bana
Meri Kismat Ke
Har Ek Panne Pe
Mere Jeete Ji
Baad Marne Ke
Mere Har Ek Kal
Har Ek Lamhein Mein
Tu Likh De Mera Use
O… Aye Khuda
Aye Khuda Khuda Khuda
O… Khuda..