Dino James
Chemicals
[Intro: Kaprila]
Saari saari raat daraye ho jaise hain Dayan
Saasein na lene de, aise raasayan
Hoon bahar se ghayal, aur ander se kayal
Lagti mohabbat, par hain sab yeh science

[Verse 1: Dino James]
Kuch divya se cheez samajhta tha payar ko
Phir jaana body bus chodti hormones
You not in love, Tum chote bimaar ho
Kuch kaam nahi karta hain,disprin ya saridon
Usse pyaar karta hoon ya uske saath ko
Ego hain mera woh kaise bhi prapt ho
Suljha raha hoon main uljhi is gaath ko
Dil aur dimag ke aapas ke war ko
Kaise chemicals chode dimag bhi
Itni lachari hain aisa na tha kabhi
Jisse main ladta hoon uska main bhag bhi
Kamzoor padh raha hoon andar aur taaqat nahi
Bas pyaar karne ki maine himakat ki
Aisa kyu ho gaya , meri thi kya galti
Na karna galti se aisa mazak bhi
Chemicalo ne kiya zakhmi

[Chorus: Kaprila]
Hai yeh sare bas chemicals
Main tha bas kab se bekhabar
[Verse 2: Dino James]
Tu sar-var mein, ghar-var mein
Har pal bas badh-badh mein
Darr-darr kapu thar-thar
Dil dhad dhad, jiyu mar-mar ke
Karvat loon har shan main
Parvath tha ab kan mein
Sir garam maan sard hain
Andar bhar-bhar dard hain
Khandar jaise manzar
Jaise khanjar kare punchar
Hoon main banjar, karu sangarsh
Sune aye humdard yuh na tang kar
Dhile anjar saare panjar
Teri sangat thi meri sampat
Par sampark pe nahi hum but
Just one word can comfort
So Aane de ya mujhe jaane de
Tu mujhe jeene ke jhoote bahane de
Un sari yaado ki arthi ko kandhe de
Tu mujhe thame reh, bhale tu taane de
Wo sab anjaane si yaadein lautane de
Kho gaya tha main kabse khud ko paane de
Gane de Gaane de bus mujhko gaane de
Gaane de gaane de gaane de
[Bridge: Dino James]
Bemaariyo ke daag yeh jate nahi
Sau dard hain phir bhi kyu soo rahate nahi

[Chorus: Kaprila]
Hai yeh saara bas chemicals
Main tha bas kab se bekhabar

[Outro: Kaprila]
Saari saari raat daraye ho jaise hain Dayan
Saasein na lene de, aise raasayan
Hoon bahar se ghayal, aur ander se kayal
Lagti mohabbat, par hain sab yeh science