Armaan Malik
Armaan Malik - Besabriyaan (Romanized)
Raaste bhaage, paanv se aage
Zindagi se chal kuch aur bhi maange
Raaste bhaage, paanv se aage
Zindagi se chal kuch aur bhi maange
Kyun sochna hai jaana kahaan
Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, besabriyaan
Kadmon pe tere baadal jhukenge
Jab tak tujhe ehsaas hai
Jaageer teri tera khajana
Ye tishnagi hai, ye pyaas hai
Kyun rokna ab ye kaarvan
Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, besabriyaan
Kya ye ujaale, kya ye andherе
Dono se aage hai manzar terе
Kyun roshni tu baahar talaashe
Teri mashaale hain ander tere
Kyun dhoondna pairon ke nishaan
Jaaye wahin le jaaye jahaan
Besabriyaan, besabriyaan
Besabriyaan, besabriyaan