Baatein zaroori hain, tera milna bhi zaroori
Maine mita deni ye jo teri-meri doori
Baatein zaroori hain, tera milna bhi zaroori
Maine mita deni ye jo teri meri doori
Jhoothi hain wo raahein saari duniya ki
Ishq jahaan naa chale
Tera hona mera hona
Kya hona agar naa dono mile?
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Wo shehar bade honge boriyat bhare
Rehta nahi jinme tu sang mere, khabar tujhe bhi hai ye
Raunaqein sabhi hoti tеre hone se
Tеre bina tanha koi kya kare
Aise sabhi sheharon pe mujhko taras hai aata bada
Tere liye main na jahaan khada
Meelon ka ho, saalon ka ho, chahe wo
Safar ki parwaah nahi
Tu hai jahaan, maine wahan hona hai
Pahuch hai jaana wahin
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Tu pehla-pehla pyaar hai mera
Jeete jee toh jeetega na ye faasla, hai pata
Saansein chalein teri taraf, jaise chale raasta
Mera hai tu, tu hai khalish ya hai khushi, ya khata
Tere siva mera jahaan se na koi waasta