Sachin-Jigar
Valam (From ”Made in China”)
Hoo tere piya itna haseen
Kaise mujhse ye puche aayna
Mera hi hai kya ye naseeb
Ab bhi yakeen aaye na

Mai teri nazar uttaru
Tujhe jag se sambhalu
Koi aanch tujhpe aaye na
Tujhe jitna mai pyaar karu yara
Kisi aur se naa kiya (kiya kiya)
Tujhe tootke maine nhi chaha
Tu pyaar hi kya kiya

Resham ke dhhage pedon pe bandhe
Maine kahe the kabhi
Par aasmaan me apne sitare
Jud hi gye phir bhi

Mai teri nazar uttaru
Tujhe jag se sambhalu
Koi aanch tujhpe aaye na
Tujhe jitna mai pyaar karu yara
Kisi aur se naa kiya (kiya kiya)
Tujhe tootke maine nhi chaha
Tu pyaar hi kya kiya