Talha Anjum
Hashim Nawaz & Talha Anjum - Picture (Romanized)

[Verse 1: Hashim Nawaz]
Saare bolo boht hard boht hard, rap karu jaise mai Mozart
Serenade, rehne de, baate samajh me na aati wohi wali mujhe kehne de
Aaj bhi hu kal bhi mai aag tha, underground ki shaan mai, karna waar na
Thoda sa pagal, nhai deewana, rakhta glock mai, nahi zigana
Bhaiya mai jaanta rehta, kat ta so ke raat nai
Haath milate jab ye milte aankh nahi
Baate karne walo me na dikhe baat koi, lelo saari "Alif" "Bay" dunga par mai "laam" nahi
Daur hai mehenga munde hote free kyu? Mujhe lage saare see through
Yaani ke vo jaali hai, khiladi anaadi hai
Ungal lete roz kabhi liya to kar seekh tu, sachi baat mujhe mere rap pe Nas/Naaz nahi
Saaf bars meri par mai hu PAC /Pak nahi, hat pade hat kudi nai tu saavli
Mujhe nai tu jaanti, mujhе kar yu stalk nahi
Aamad hoti hai, par mujhe jaane do
Hai ye bhookhе, mera tum inko khaane do
Ye na samajh mujhe inko samjhane do
Aane do aage tum salaakho wale ko
Baaqi ho piche, matlab andar jail ke
Ho jata fail bhai jaise break hai
Agar meri saalgira to ye cake hai
Baith jao saare kyuki Hashim aana late hai
Sar niche mera karu kiya mai saabit
Jo bhi jaante hai jaante hai kitna mai haavi yaha likhariyo pe
Likhariyo ki line lage jidhar khada ho jaata jaise Amitabh Kaalia mai
Haath baandh ke khada asaan baash, meri tarah rap karna chote asaan na
Kam mila/Cammila mujhe haan par dukhi hua na/Havana
Dost nai hu aapka, zabaan sambhalna
Hah, mere ghumre chakras, saath ke saath yaani mai andaron jaagra
Baat me dum la phir tu karle saamna, saaf si baat hai mera kya muqabla
Le ke aana praat na/Prathna, donga le ke aaunga mai bhar ke bars ka
Inko nahi pata rab hai nawazda/Nawaz da, laa le faasla hai boht tu ye chhod de naapna
Easy reh chhore, mai thoda sa shugal lagata hu
Tum logo ke masle hai chhote, vo mere nahi tabhi sab ko mai bhata hu
[Chorus]
Picure lagi hai, picture dekho adakaaro ko chhedo na chore
Tujh me kami hai, kyu karta behes? In baato ko chhodo na chore
Tu bas ek fan hai, ghoom in gaano pe, hawa toh dena tu chhore
Hai garmi boht, yaha jal jaana sab kuch, hoja thoda tez tu chhore

[Verse 2: Talha Anjum]
Saare bolo boht hard boht hard, kamar pe samaan boys mere mauhtaat
Kamyaabi ka nai shortcut, mehnat se maut aaye ladko ko, lose kare focus
Mere sar pe hai kafan, aur ghar ke paas li zameen maine 2 gaz
Mai asli abhi bhi, inka to poora career hi bogus
Mujhe KDM kare back behnchod, baith behnchod, teri auqaat kya?
Jagata logo ko mai jaise coffee, tabhi toh khuda ne mauqa diya hai
Ya tu kare rewind, ya tu kare reply, ya tu kare retry, ya tu kare retreat
Reach karne ki try log kare sneak diss, mera 1 reply aur tu bane meri bitch
Aye bitch, tujhe pata hi kya hai, huh?
Aye bitch, aye bitch, mera jaisa kaha hai, huh?
I spit fire like a dragon, maaru Kamehameha
Meri khaasiyat hi ye ke mujh me kaafi khamiya
Dete insta pe izzat, milte nai aake woh person to person
Phir karte hai zikat ye acha alfaazo me jab bhi ye likhte hai verses
Picture lag chuki chhore, hum woh hero nahi jo karte rehearsals
Hame sunti hai masses, hame sunte musalsal
Quick sand motherfucker mai ek dal-dal
Dhas jayega to bete apne sar tak
Harkat karte lekin nahi barkat
Tere qad se bhi unche mere lafz ab
Narro wali nai tujh me koi khaslat
Qurban kiye 2 bars Hashim ke sadqay
Bhaiyo se badh ke nai mere ye masle wasle, chal shaaba kat le