Seedhe Maut
Gehraiyaan
(Hook)

Mai raha doob abhi
Madad hai door kahi
Hai paani fefdo me
Kekdo se jooj rahe
Me gaya kood
Woh peeche kood gayi
Aage jo hua hai wo
Zyada kuch mashoor nahi
Chal ab paas aa

Thoda bohot, thoda bohot, thoda bohot
Thodi mulakaat, mulakaat, mulakaat
Thodi khurafat, khurafat, khurafat
Thoda chal ab paas, chal ab paas, chal ab paas

Ek se das me wo bees
Saanso me bass cheez
Hai wo aisi jo aankhein namm kare
Ek se das me wo
Ek se das me wo

(Verse 1)
[Calm]
100 jale kitne (yeah!)
Jo chale 100 jane mudne (100)
Kya kare 100 khade ghutne (kya)
Tekne ko raazi par aakhir me
Chutiya hi chunna hai, shauk bhi hain kitne (bohot)
Maa baap bole fauji hain kitne (whoa)
Kya kare aur bhi hai dil me (ooh)
Kehne ko kaafi par aakhir me chutiya hi
Dhyaan se komal ye rui si bas
Khaal me ghusti hui sui ye lafz
Tume jo bolu gar chube to chhodun par
Chahiye bhi tumhe hai Louis hi bas
Mai lu hi nas kaat
Kharcho pe kharche nahi itni aukat
Kabhi wo ghule na kabhi jo khule na
Aisi na maarne degi wo gaath
Ye jo rone lagi peeche tere aaj
Pata chala kal gayi kaat
Tujhe lage bala teri tall gayi
Pata chala kal kahi dekha usse
Aur koi saath teri jal gayi jhaat
Ye chhal nahi jaag
Kar mehnat aur baccha kuch nahi
Ye nahi tu kal nayi taak
Ab tujhpe bas tu hai aur sarki jue
Tha baaki jo wakayi wo kar gayi paar
(Hook)

Mai raha doob abhi
Madad hai door kahi
Hai paani fefdo me
Kekdo se jooj rahe
Me gaya kood
Woh peeche kood gayi
Aage jo hua hai wo
Zyada kuch mashoor nahi
Chal ab paas aa

Thoda bohot, thoda bohot, thoda bohot
Thodi mulakaat, mulakaat, mulakaat
Thodi khurafat, khurafat, khurafat
Thoda chal ab paas, chal ab paas, chal ab paas

Ek se das me wo bees
Saanso me bass cheez
Hai wo aisi jo aankhein namm kare
Ek se das me wo
Ek se das me wo

(Verse 2)
[Encore ABJ]
Jaan!
Vo hume jaante nahi hai
Ha mere dost jaante hai mujhko
Tere dost jaante hai tujhko
Par vo hume jaante nahi hai
Unhe andaaza nahi hai
Akela tera saath kitna ghul mil
Mai jata khul mai jata
Tere liye dhun bajata tha
Ab vo baat kisi cheez me nahi hai
Dekha sab kuch– paisa, shauhrat
Show pe show ho vo ya
Hoe jo sab kuch de sake
Channd ghanto ki hai khushi ye
Mai fir kal parso tak hunga vaisa hi
Shaant, saath me hai tanhaai
Par shukra hai
Tujhse koi gila shikwa nahi
Agar tu zindagi me na aati
To is cheez me do raay nahi
Ki mai doob jata
Vo pyaar tha ehsaan nahi
Vo ghar tha makaan nahi
Vo saans thi hawa nahi
Na dil hai dimag nai
Bas ek heer thi, vo paas nahi
Ab vaapsi ki aas nahi
Mai doob jaunga